Thursday, 19 January 2017

Majhra

Mene likha ek sher, Kuch maja na aaya.
Mene likha ek geet, par Ras na aaya.
Uljhano me uljha Kya kare ki swad aaye,
Apna dekhne ka najariya jab badla,

Ek fool me jab nanha bachpan, maa ki mahek, mandir ki bhakti dikhne lagi,

Tab jakar ye majhra Kuch samajh aaya.

No comments:

Post a Comment